Posts

Showing posts with the label hindi poem kavita

Beeti Yaadien - Neha Sahu

Image
Beeti Yaadien Neha Sahu www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Har dil mein koi na koi yaadien hoti hai, Jo Khul hi Jati hai, kisi na kisi bahane, Gar Koi kehta hai wo raaz purana hai, Mujhe farak nahi uss se wo ek beeta zamana hai. Jhut nahi kehti zubaa, Na Jhuta wo raaz lagta hai, Fir bhi anchahe se mann mein ek kona usko milta hai. Kai baar apne mann ko rok hi leta hai, Ek chota sa jazbaat hai jo ab tak tumse milta hai. Kehne ko to wo bas ek lamhaat hote hai, Fir bhi na jane kyo mann ye udas hota hai. Kehta hai jab har koi wo khyal purana lagta hai, Fir bhi na jane kyo wo mizaaz humara lagta hai. Yu to uss har sacch ko jhuta karna chahta ha...

Tum Nahi Kehte Par Main Samajhti Hu - Neha Sahu

Image
Tum Nahi Kehte Par Main Samajhti Hu Neha Sahu (Poetry / Kavita / Shayari)  (Poem / Kavita / Shayari) Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January  |  February  |  March  |  April  |  May Poem Collection Main samajhti hu tumhara wo hissa bhi, Jo mujhse juda hota hai. Har waqt na sahi par kuch palo me, Mera khyal to hota hai. Zamane ke liye tum kya honge, Ye sawal nahi mera jawab hota hai. Nahi kehti ke sab pata hai mujhe, Kehti hu mujhse chupa hi kya hota hai. Jaanti hu tumhare dil ke har khyal, Tumhse jude har sawaal ko. Tumse juda ek hissa mera bhi hai, Suno, Tumse juda ek hissa mera bhi hai, Jiska apna hi ek kissa bhi hai. Tum nahi kehte par main samajhti hu. Ek nai si guzarish hai rishte ki, Kuch alag si shikayat bhi rakhte ho. Kehne se darte ho aur sehne me khafa ho. Samajhti hu tumhari har wafa ko, Aur uss se judi wajah ko. Tum nahi keht...