May'18 #5 | Baatien Kuch Ankahi Si | Unspoken Words
May'18 #5 | Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition | February Edition | March Edition | April Edition | May Edition | June Edition >> Check the Poem Collection Here < Khata na meri hai, Na tumhari, Bas, ye bhi ek waqt hai, aur wo bhi ek waqt tha.. Ek baat bolu Kisi se baat na karne ka matlab ye nahi hota Ke aap use bhool chuke hai... Yu to khayal se bhi mere khyal me tera khyal nahi aaya, Par inn yaadon ka kya karu, Jo mere khayal mein bhi mere khyal se jati nahi. Tumhari yaadon ko aaj bhi taaza rakha hai maine, Bekhabar hu par bewafa nahi hu. Tum mujhe zindagi ke har pahlu mein milo na milo, Tumhare sath guzara hua kuch waqt hi kafi hai mere liye. Apne dil ke har ehsaas ko aise daba liya hai humne, Jaise khud se hi bewafai kar ra...