Posts

Showing posts with the label Love

Agar Wo Samjhe To - Neha Sahu

Image
Agar Wo Samjhe To Neha Sahu www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Payar ek khoobsurat ehsaas hai, Sardi me dhoop ki fariyaad hai. Aankho mein banta wo pani hai Jeene ki payari si nishani hai, Arag wo samjhe to. Agar wo samjhe Jise dil mein bataya hai, Duniya ki bheed mein jise palko me chupaya hai. Barish ki boondo ka jo geela ehsaas hai, Wo maane na maane par mere liye bhut khaas hai. Mushkil nahi hai use samjhana, na hi itna asaan hai, Par ab wo mera aur meri rooh ka armaan hai, Agar wo samjhe to. Agar wo samjhe to, sab kuch samjha bhi du usko, Jaan bujh kar ruswa karta hai, iss pagal se dil ko. Aasaan nahi hai tumko kuch ehsaas karna, Kadi dh...
Image
JULY'18 #5 | Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords  Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Har dil me koi na koi yaadien hoti hai Jo khul hi jati hai kisi na kisi bahane se Ek waqt baad itni khushiyan mili hai, Jaise wo bhi tumhara intzaar kar rahi thi. Bina kisi gile shikwe ke tumse dur hone chahti thi, Shukar hai Sapana tut gaya.. Kabhi aaiyne me khud ko meri nazar se dekho, Tumsa hasee koi nahi hai. Mera dil bardash kar raha tha kabse, Mera ehsaas tumhare liye. Unki na thi galti hum hi kuch galat samjh baithe,  Wo mohobbat se baat krte the aur hum mohobbat samjh bethe... Kabhi yaadon mein aakat bhi tum mere ban nahi sakte, Ab maine tanha rahna seekh liya hai.....

Choti Choti Baaton Se - Neha Sahu

Image
Choti Choti Baaton Se   Neha Sahu Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Choti choti baaton se hi lambi kahaniya ban jati hai, Kuch nishaniya ban jati hai kuch rawaniya ban jati hai. Maine pucha ki hawao ka rukh kya hai, Pata laga meri wafao ka zikar sa hai. Naye naye shehro mein humne bhi reh kar dekha hai, Apni har muskan ko uske chehre se girte dekha hai. Chand lamhato ki bandgi hi to hai ye jo hai aaj bhi humare beech, Aur yahi logo ke liye nayi kahani ban jati hai. Choti choti ankho me khawab bahut bade hai, Ek bada sa khwab mila to zakham bhi mile hai. Mehlo ki arzoo nahi hai is chote se dil me mere, Bus tere sath ka pyara ehsaas hi ruhani ban jata hai. Muddate beet gai intzar me tere, Jo tu.. Jo tu ab mil ja...

JUNE'18 #5 | Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords

Image
JUNE'18 #5 | Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords  Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition | May Edition | June Edition >> Check the Poem Collection Here << Tanhaiyo se baatien karne ki aadat nahi hai mujhe, Par jab koi apna na ho, to tanhaiya behtar hai.. Unhe humse mohobbat iss kadar thi, Ke har roz dard dena unki firat ho gai. Jaise maine tumhari galtiyo ko nazarandaaz karna seekh lia hai, Waise hi aaj tumhe bhi karne lagi hu. Yaadon mein meri tum rahoge, ye irada hai, Lekin iss se zayada kuch nhi, ye mera wada hai. Khyalo ki duniya bhi kitni ajeeb hai, Hum payar me mashroof the thumhare.. Aur tumhe waqt guzarana tha.. Adhurepan ki nishani nahi hai meri zindagi ki kitab,  Bas kuch panne hai jo khali reh gaye hai.  Tumhe khud se agar alag bhi kia ha...