Posts

Showing posts with the label True love

Agar Wo Samjhe To - Neha Sahu

Image
Agar Wo Samjhe To Neha Sahu www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Payar ek khoobsurat ehsaas hai, Sardi me dhoop ki fariyaad hai. Aankho mein banta wo pani hai Jeene ki payari si nishani hai, Arag wo samjhe to. Agar wo samjhe Jise dil mein bataya hai, Duniya ki bheed mein jise palko me chupaya hai. Barish ki boondo ka jo geela ehsaas hai, Wo maane na maane par mere liye bhut khaas hai. Mushkil nahi hai use samjhana, na hi itna asaan hai, Par ab wo mera aur meri rooh ka armaan hai, Agar wo samjhe to. Agar wo samjhe to, sab kuch samjha bhi du usko, Jaan bujh kar ruswa karta hai, iss pagal se dil ko. Aasaan nahi hai tumko kuch ehsaas karna, Kadi dh...

Main Theek Hu - Neha Sahu

Image
Main Theek Hu Neha Sahu  (Poem / Kavita / Shyari) (Poem / Kavita / Shayari) Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition | May Edition | June Edition >> Check the Poem Collection Here << Main Theek Hu Haal puchega jab koi toh bol dungi Main theek hu. Seekha hai naya kuch, aur ussi hal mein theek hu. Jaani kuch bate tumhari, Aur ussi halaat mein theek hu. Kaho to bata hi du, iss lamhat mein kitni dheeth hun.. Dheeth hu Jo sah gai aur kuch na tumse keh gai. Khush nahi hu, Na hi udas hu, Bas itna jaano ke bahut behisab hu. Sehla rahi hu khud ko, aur samjhane me bhut nayab hu. Darasal tumse hi suni thi, Tumse hi kah rahi hu. Kamal ho tum aise hi Tum bemisal ho. Sach kahu, jhoot bhi nhi lag rha ye sab na hi ye sach hai... Marzi tumhari hai, ya meri. Par ye bhi to ek waqt hai. Suna hai guzar j...

Koi Hai Jo Sirf Mera Hai - by Neha Sahu

Image
Koi Hai Jo Sirf Mera Hai Neha Sahu  Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition | May Edition | June Edition >> Check the Poem Collection Here << Haan to baat kuch yu hai, ke koi hai jo sirf mera hai, Kisi ke dil ka ehsaas hai, itna khaas hai ke wo sirf mera hai. Hai wo ek nai si dhun meri, wo hi hai alfazo ka dariya, Dhal rahi hu usme main, aur wo ban raha hai jeene ka zariya. Wo salika hai Mehfilo ka, aur main sadko ka shor hu, Wo hai ek Samundar ki tarah, jisme main Vibhor hu. Wo teahra hua sa saaz hai, kisi ke mann ka raag hai, Main ek lehar hu, uske liye bas sehaj hu. Wo aankho ka pani hai, honto ko muskaan hai aur baato ki jaan hai, Wo nishani hai ravani hai, aur meri sabse payari kahani hai. Wo aaj hai, kal hai aur zindagi ka har pal hai, Wo zakhm hai, marham hai aur surili sarg...

Meri Kahani - Neha Sahu

Image
Meri Kahani Neha Sahu  (Poem / Kavita / Shayari) Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January  |  February  |  March  |  April  |  May Poem Collection Meri zindagi ke har lamhe me likhi hai meri kahani, Mere dil aur mere labo ki zubani. Meri zindagi ka har ek lamha mujhse hai kehta, Ab koi nahi hai teri zindagi me rehta. Ab na hai zarurat kisi ko teri iss duniya me, Ab ja kar saja le apna aashiana jannat ki duniya me. Meri zindagi ka har ek lamha dard bhara hai, Har ek lamhe me ek naya raaz chupa hai. Iss naye daur me na waqt samajh saka meri duniya ko, Umeed ki thi jis se, wo shaksh bhi na samajh saka meri duniya ko. Meri Aankhon ka har aansu, mujhse yahi kehta hai, Kon hai iski wajah kya dil me koi rehta hai. Kya jawab de saku main apni inn aankho ko, Kai jawab hai inme, sabhi ko batane ko. Zindagi me jo bhi chaha wo kabhi paya nahi, Par ab mera ...