Posts

Showing posts with the label Narazagi

Wajah Puchte Hai - Neha Sahu

Image
Wajah Puchte Hai Neha Sahu Baatien Kuch Ankahi Si Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January  |  February  |  March  |  April  |  May Poem Collection Puchi unhone humari baaton ki wajah, Thehre se reh gaye hum uss jagah. Har raat ka hisab jab wo humse maang baithe, Kuch tha hi nahu humare beech to hum unhe kya kehte? Humse puchi apne bare me humari raaye, Ehsaso ke sath hokar kuch nahi hum bol paye. Itni chup si kyo ho jab wo ye bhi puch baithe, Wajah tum hi ho iss sab ki jaante hai, par kya kehte? Unke iss roop ne jab hume choka diya, Seham gaye hum aur unhe tehra diya. Bole wo batao kon hu main tumhara, Ab kya hum bolte jab koi rishta hi nhi tha humara. Aankho ki nami par jab wo sawal kar baithe, Uss nami ke sath ho kar ab unhe hum kya kehte? Fikar karne ki wajah jab wo humse puch baithe, Kya karoge jaan kar aur ab unhe hum kya kehte? Yu to har sawa...

Jan18 #1 Baatien Kuch Ankahi Si | Unspoken Words

Image
This is First post of Monthly post form our Facebook Page ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January 2018  Our First Shyari Blog January'18 #1| Baatien Kuch Ankahi Si | Unspoken Words Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) Happy New Year 2018 (Poem / Kavita / Shayari) Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January  |  February  |  March  |  April  |  May Poem Collection Bhoolne ki Aadat to Mujhe bhi bhut hai,  Par najane kyo,  Tujhse judi har baat yaad rehti hai... Kitni aasani se chod diya tumne hume, Jaise hum bas ek shaunk the tumhara . Tum mere ho, Tum bas mere raho,  Jatate ho to Ajnabee se lagte ho... Apni Zindagi ke har lamhe ko, m aine Tumhare sath guzara hai Haqeeqat na sahi chalo, s apna hi samajh lo..  Na jaane kis Hunar ko Shyari kehte hai,  Hum to wo Likhta hai Jo Keh Nahi Paate...    ...