Agar Wo Samjhe To - Neha Sahu

Agar Wo Samjhe To Neha Sahu www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition | February Edition | March Edition | April Edition | May Edition | June Edition >> Check the Poem Collection Here << Payar ek khoobsurat ehsaas hai, Sardi me dhoop ki fariyaad hai. Aankho mein banta wo pani hai Jeene ki payari si nishani hai, Arag wo samjhe to. Agar wo samjhe Jise dil mein bataya hai, Duniya ki bheed mein jise palko me chupaya hai. Barish ki boondo ka jo geela ehsaas hai, Wo maane na maane par mere liye bhut khaas hai. Mushkil nahi hai use samjhana, na hi itna asaan hai, Par ab wo mera aur meri rooh ka armaan hai, Agar wo samjhe to. Agar wo samjhe to, sab kuch samjha bhi du usko, Jaan bujh kar ruswa karta hai, iss pagal se dil ko. Aasaan nahi hai tumko kuch ehsaas karna, Kadi dh...