Agar Wo Samjhe To - Neha Sahu


Agar Wo Samjhe To
Neha Sahu

www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi
Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords

www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi



Payar ek khoobsurat ehsaas hai,
Sardi me dhoop ki fariyaad hai.
Aankho mein banta wo pani hai
Jeene ki payari si nishani hai,
Arag wo samjhe to.


Agar wo samjhe Jise dil mein bataya hai,
Duniya ki bheed mein jise palko me chupaya hai.
Barish ki boondo ka jo geela ehsaas hai,
Wo maane na maane par mere liye bhut khaas hai.

Mushkil nahi hai use samjhana, na hi itna asaan hai,
Par ab wo mera aur meri rooh ka armaan hai,
Agar wo samjhe to.

Agar wo samjhe to, sab kuch samjha bhi du usko,
Jaan bujh kar ruswa karta hai, iss pagal se dil ko.

Aasaan nahi hai tumko kuch ehsaas karna,
Kadi dhoop mein thandi fuhaar le aana.

Namumkin si baato ko mumkin karna chahti hu,
Tum raho meri saanso mein main tumhari ho ke rehna chahti hu.

Agar tum samjho to, kuch meri tarah samjho to.

Written by
Neha Sahu


|


 BaatienKuchAnkahiSi

Our Other Blogs

I am In Books : www.iaminbooks.blogspot.com


www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi


Comments

Popular posts from this blog

Main Theek Hu - Neha Sahu

Main Aisi Hi Hoon - Neha Sahu

Koi Hai Jo Sirf Mera Hai - by Neha Sahu