Choti Choti Baaton Se - Neha Sahu
Choti Choti Baaton Se Neha Sahu Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition | February Edition | March Edition | April Edition | May Edition | June Edition >> Check the Poem Collection Here << Choti choti baaton se hi lambi kahaniya ban jati hai, Kuch nishaniya ban jati hai kuch rawaniya ban jati hai. Maine pucha ki hawao ka rukh kya hai, Pata laga meri wafao ka zikar sa hai. Naye naye shehro mein humne bhi reh kar dekha hai, Apni har muskan ko uske chehre se girte dekha hai. Chand lamhato ki bandgi hi to hai ye jo hai aaj bhi humare beech, Aur yahi logo ke liye nayi kahani ban jati hai. Choti choti ankho me khawab bahut bade hai, Ek bada sa khwab mila to zakham bhi mile hai. Mehlo ki arzoo nahi hai is chote se dil me mere, Bus tere sath ka pyara ehsaas hi ruhani ban jata hai. Muddate beet gai intzar me tere, Jo tu.. Jo tu ab mil ja...