Tum Sun Lena - Neha Sahu
Tum Sun Lena
Neha Sahu
Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords
Like us on Facebook : (Baatien_Kuch_Ankahi_Si)
January Edition | February Edition | March Edition |
April Edition | May Edition | June Edition
Like us on Facebook : (Baatien_Kuch_Ankahi_Si)
January Edition | February Edition | March Edition |
April Edition | May Edition | June Edition
Thoda ziddi mijaz ho sakta hai,
Thoda shayrana andaz ho sakta hai,
Par tum sun lena.
Guftgu koi kar na sakega
Nazre utha kar mil na sakega..
Chupke se tumhara naam lega
Aur mann hi mann tumhe bhi tham lega
Bus tum use sun lena...
Koi purani ruhani kahani kahega
Dastak se dil thahra rahega...
Gum ka koi nisha na dena
Mehfil ko ruswa na kahna...
Bus tum use sun lena..
Sabdo k kuch moti the..
Mohobbat se jo badhe the..
Wo akar bus apna nam hi dega
Uljhi paheli ko suljha bhi lega..
Par tum use bus sun lena...
Mehfil ko anjam wo dega..
Chupke se tumhe tham bhi lega..
Ruthe dil ko mana bhi lega...
Galtiyo ki saza bhi dega...
Par tum,
Par tum use bus sun lena.
Neha Sahu
#BaatienKuchAnkahiSi
Baatienkuchankahisi.blogspot.in
Our Other Blogs
More to Read
Poems/Kavita/Shayari:
Zindagi Nai Rahon Mein Hai
Maine Badi Mushkil Se Tumhe Chaha Hai
Darti nahi main Izhaar karne se
Ghar ki Talash Hai
Mayane Badal Rahe hai
Main Aisi Hi Hoon
Meri Kahani
Tum Nahi Kehte Par Main Samajhti Hu
Ja Rahi Hu
Sawal Kai The Mere
Kyo Hai Ye
Safar
Chahti Hu
Wajah Puchte Hai
Bebas Zindagi
Ja Rahe Ho To Beshak Jao
Tum Meri Kavitaon Mein Baste Ho
Monthly Shayari Quotes | 2018
January Edition | February Edition | March Edition |
April Edition | May Edition | June Edition
Poems/Kavita/Shayari:
Zindagi Nai Rahon Mein Hai
Maine Badi Mushkil Se Tumhe Chaha Hai
Darti nahi main Izhaar karne se
Ghar ki Talash Hai
Mayane Badal Rahe hai
Main Aisi Hi Hoon
Meri Kahani
Tum Nahi Kehte Par Main Samajhti Hu
Ja Rahi Hu
Sawal Kai The Mere
Kyo Hai Ye
Safar
Chahti Hu
Wajah Puchte Hai
Bebas Zindagi
Ja Rahe Ho To Beshak Jao
Tum Meri Kavitaon Mein Baste Ho
Monthly Shayari Quotes | 2018
January Edition | February Edition | March Edition |
April Edition | May Edition | June Edition
Like us on Facebook : (Baatien_Kuch_Ankahi_Si)
January Edition | February Edition | March Edition |
April Edition | May Edition | June Edition
January Edition | February Edition | March Edition |
April Edition | May Edition | June Edition
Par tum use bas sun lena .... Amazing
ReplyDeleteThank u
Delete