Safar - Neha Sahu
Safar
Neha Sahu
Baatien Kuch Ankahi Si
Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords
Like us on Facebook : (Baatien_Kuch_Ankahi_Si)
January | February | March | April | May
Like us on Facebook : (Baatien_Kuch_Ankahi_Si)
January | February | March | April | May
Zindagi ka Saar chahiye, Jee rahi hu Aasaar chahiye,
Kahi tehru, Kahi bahu main, Bas aisi ek majhdaar chahiye.
Chal rahi hu, bas chal rahi hu, ruk saku main, ek aisa sansaar chahiye,
Katheen rah se guzar rahi hu, Har dard ko main samajh rahi hu.
Seh saku reh saku main, bas aisa ek ghar baar chahiye.
Naye rishto se jud rahi hu,
kuch chod rahi hu kuch tod rahi hu.
Andar andar kuch jod rahi hu.
Kabhi Saral hu, kabhi katheen main.
Bas aisa hi ek sansaar chahiye.
Zindagi ka saar chahiye, Jee rahi hu Aasaar chahiye.
Written by
Neha Sahu
Baatien Kuch Ankahi Si
Our Other Blogs
More to Read Poems/Kavita/Shayari:
Zindagi Nai Rahon Mein Hai
Maine Badi Mushkil Se Tumhe Chaha Hai
Darti nahi main Izhaar karne se
Ghar ki Talash Hai
Mayane Badal Rahe hai
Main Aisi Hi Hoon
Meri Kahani
Tum Nahi Kehte Par Main Samajhti Hu
Ja Rahi Hu
Sawal Kai The Mere
Kyo Hai Ye
Safar
Chahti Hu
Wajah Puchte Hai
Bebas Zindagi
Monthly Shayari Quotes | 2018
January Edition | February Edition | March Edition | April Edition
Other Blogs
Zindagi Nai Rahon Mein Hai
Maine Badi Mushkil Se Tumhe Chaha Hai
Darti nahi main Izhaar karne se
Ghar ki Talash Hai
Mayane Badal Rahe hai
Main Aisi Hi Hoon
Meri Kahani
Tum Nahi Kehte Par Main Samajhti Hu
Ja Rahi Hu
Sawal Kai The Mere
Kyo Hai Ye
Safar
Chahti Hu
Wajah Puchte Hai
Bebas Zindagi
Monthly Shayari Quotes | 2018
January Edition | February Edition | March Edition | April Edition
Other Blogs
TravelTech Fun : www.TravelTechFUN.BlogSpot.com | Youtube Channel
I am In Books : www.iaminbooks.blogspot.com
Comments
Post a Comment