Posts

Choti Choti Baaton Se - Neha Sahu

Image
Choti Choti Baaton Se   Neha Sahu Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Choti choti baaton se hi lambi kahaniya ban jati hai, Kuch nishaniya ban jati hai kuch rawaniya ban jati hai. Maine pucha ki hawao ka rukh kya hai, Pata laga meri wafao ka zikar sa hai. Naye naye shehro mein humne bhi reh kar dekha hai, Apni har muskan ko uske chehre se girte dekha hai. Chand lamhato ki bandgi hi to hai ye jo hai aaj bhi humare beech, Aur yahi logo ke liye nayi kahani ban jati hai. Choti choti ankho me khawab bahut bade hai, Ek bada sa khwab mila to zakham bhi mile hai. Mehlo ki arzoo nahi hai is chote se dil me mere, Bus tere sath ka pyara ehsaas hi ruhani ban jata hai. Muddate beet gai intzar me tere, Jo tu.. Jo tu ab mil ja...

Kahi Mohobbat Ho Na Jaye - Neha Sahu

Image
Kahi Mohobbat Ho Na Jaye Neha Sahu Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Us pal se darti hu ki mohobbat ho na jaye,  Mohobbat ke hatho dosti kahi kho na jaye. Kardu apne dil ki dhadkan ko naam tumhare, Par kahi mulakato ki tasalli kho na jaye. Tanha na kabhi kiya hai, na hi kabhi karna chahungi,  Dil ko tumhare zakhmo se na hi kabhi bharna chahungi. Tumko har taraf muskurata alam mile,  Us jahan me mein rahu bus itna chahungi. Apne har pal ko tum mere hatho me rakho,  Aur main apni ankho se tumhari zindagi jeena chahungi. Chahungi halka sa badlav, jo tum chhoo lo  mujhe aa kar, bus itna. Bus itna hi me chahungi,  Kahi mohobbat ho na jaye us tarah tumse,  Isliye dur h...

Tum Sun Lena - Neha Sahu

Image
Tum Sun Lena   Neha Sahu Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Mehfil mein jab koi naam pukare tumhara to sun lena, Thoda ziddi mijaz ho sakta hai, Thoda shayrana andaz ho sakta hai, Par tum sun lena. Guftgu koi kar na sakega Nazre utha kar mil na sakega.. Chupke se tumhara naam lega Aur mann hi mann tumhe bhi tham lega Bus tum use sun lena... Koi purani ruhani kahani kahega Dastak se dil thahra rahega... Gum ka koi nisha na dena Mehfil ko ruswa na kahna... Bus tum use sun lena.. Sabdo k kuch moti the.. Mohobbat se jo badhe the.. Wo akar bus apna nam hi dega Uljhi paheli ko suljha bhi lega.. Par tum use bus sun lena... Mehfil ko anjam wo dega.. Chupke se tumhe tham bhi lega.. Ruthe dil ko m...

Main Lakh Buri Hi Sahi - Neha Sahu

Image
Main Lakh Buri Hi Sahi Neha Sahu Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Main lakh buri hi sahi, Magar tumse payar bhut main karti hu. Uss payar ko jo tum na samajh sake, Izhaar usi se karti hu. Zikar nahi meri mohobbat ka yaha, Main zikar tumhara karti hu. Har fikar se jo ho fikar badi Wo fikar tumhari karti hu. Iss zehan se hai jo waasta, Wo naam tumhare karti hu. Khamoshi ko jo padh le, Wo baat tumhari karti hu. Main lakh buri hi sahi Magar tumse payar bhut main karti hu. Written by Neha Sahu #BaatienKuchAnkahiSi Baatienkuchankahisi.blogspot.in https://www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi/ Our Other Blogs www.TravelTechFUN.BlogSpot.com  ( Youtube ) ( Facebook ) www.IAmInBook...

Koi Mila Apna Sa - Neha Sahu

Image
Koi Mila Apna Sa Neha Sahu  Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Mila hai ek aisa rishta, Jo lagta hai bilkul mere jaisa. Main hu jaisi waisa hi hai wo, Khush rehti hu to hasta hai wo. Bina kahe har baat, har ehsaas jaan jata hai Bas ek wo hi hai, jo har sach jaan jata hai. Samaye abhi sath humne nahi bitaya hai, Phir bhi ye rishta lagta sadiyo ka saya hai. Na mili hu uss se na dekha hai kabhi saamne, Phir bhi lagta hai nazro ke bilkul saamne. Apni parchai se milne ka ehsaas hai wo, Jaisa meri soch mein tha, bas waisa hi hai wo. Wo mujhe meri shakshiyat se hi milta hai, Soch samajh se kitna kareeb hai hum dono batata hai. Ajnabi sa sath hum dono ko mil gaya hai Ek pal me hi zindagi ka kal s...

Ja Rahe Ho To Beshak Jao - Neha Sahu

Image
Ja Rahe Ho To Beshak Jao Neha Sahu Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition | May Edition | June Edition >> Check the Poem Collection Here << Ja Rahe Ho To Beshak Jao Magar kuch guftagu hai jo karni zaruri hai. Kuch ankahi, ansuni baatien hai jo sawarni zaruri hai. Bade beraham dil se jo dil ke faisle tumne ek pal mein kar daale, Unn mulakato ka kya jo tumse karna zaruri hai. Mahaz ek din ki chand baaton ko apna aham bana liya tumne, Na thi galatiya meri phir bhi mujhe kyo inaam diya tumne. Utha diya mujhko uss madhoshi ke aalam se, Aur kar diya tanha phir khushi ke aalam se. Unn palo ki garmahat ko le hi jana sath, Jo sambhali thi maine sandook ke sath, Darmiya humare na koi khawaish ab rahi hai, shikwe bhi khatam, ab na koi shikayat bachi hai. Tod chuke ho tum unn saari doro ko sire se, ...