Posts

Meri Mala Ke Moti - Neha Sahu

Image
Meri Mala Ke Moti...  Neha Sahu (मेरी माला के मोती)  Poem Collection Written by  NEHA SAHU Subscribe on YouTube   Read More on Our Blog : BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January  |  February  |  March  |  April  |  May Poem Collection Chune the maine kai moti, meri mala ke liye,  Sab alag se dhang me the, meri mala ke liye.  Har rang har aakaar ka rishta maine kal chuna tha,  Apne rang aakaar me la kar maine unhe buna tha.  Har ek rishte ko bandha tha maine ek hi dor se,  Ek chor aashaye thi meri, dusri chor par log the.  Yu to aashaon ka bandhna logo ka vahavyhar hai,  Aashaon ka tutna bhi iss duniya ka aakaar hai.  Kehte hai jo tut jaye wo judta nahi hai,  Tuti hui baaton ko mann sunta bhi nahi hai.  Mann ki baaton me hi aa kar aaj ...

O Kalam - Neha Sahu

Image
O Kalam...  Neha Sahu Poem Collection Written by  NEHA SAHU Subscribe on YouTube   Read More on Our Blog : BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January  |  February  |  March  |  April  |  May Poem Collection Ke kuch likha nahi hai ek arse se, Chain hai kuch zayada hi, Ya bechain hu kal parso se, Sehej ho rahi hai zindagi, Ya beh rahi hu barso se. Kya hua hai aisa Jo likha nahi hai arso se. Garam chai ki payali rakh kar, Baithi hu chain ki talaash mein, Hath mein kalam se sath, Basi rahi jab lamho se. Sparsh tumhara aisa hai, Ke dhaal bani tum meri har pal. Par aaj aisa kya hu, Jo chua nahi mujhe barso se. Ek waqt bhi nikal chuka hai, Shabdo ki talaash mein, Bas yahi rishta rakhti ho, Tum mujhse ek riwaz mein. Thami nahi hu main, Na hi tehraya hai maine khud ko. O kalam ab to bata Kyo udas ho tum ...

Tum Nahi, Koi Aur Hai - Neha Sahu

Image
Tum Nahi, Koi Aur Hai.  Neha Sahu Poem Collection Written by  NEHA SAHU Subscribe on YouTube   Read More on Our Blog : BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January  |  February  |  March  |  April  |  May Poem Collection Tum nahi koi aur hai, Mera to jism tumhara hai, Par khayal koi aur hai, Meri ruh ko jo chuta hai, Wo sawal koi aur hai.. Yu to har pal rehti hi main, Tumhare sath sath, Par mere askhko ko jo padh le, Wo alfaaz koi aur hai. Yu to zamane ke liye, Main tumhari ho gai hu. Par asal mein, Mere dil ka hakdaar koi aur hai. Bhari mehfilo ne jo mujhe Tumhara kar to diya hai, Bhari mehfilo ne yu to mujhe Tumhara kar to diya hai, Par meri tanhaiyo ki mulakato, Ka sahara koi aur hai.. Jaanti hu ke tum anjaan ho Mere inn khayalo se.. Par mere khayal jo padh le, Wo insaan koi aur hai. Written by ...

Poem Collection (Early 2019) Q1

Image
Poem Collection Written by  NEHA SAHU Subscribe on YouTube   Read More on Our Blog : BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January  |  February  |  March  |  April  |  May Poem Collection Ae Waqt - Neha Sahu Agar Wo Samajhte To - Neha Sahu Haq Hai Tabhi Kehti Hu - Neha Sahu Beeti Yaadien - Neha Sahu Aur Fir Tum Badal Jaoge - Neha Sahu Mujhe Payar Nahi Hai Tumse : Neha Sahu https://www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi/ Our Other Blogs www.TravelTechFUN.BlogSpot.com  ( Youtube ) ( Facebook ) www.IAmInBooks.BlogSpot.com More to Read  Poems/Kavita/Shayari: Zindagi Nai Rahon Mein Hai Maine Badi Mushkil Se Tumhe Chaha Hai Darti nahi main Izhaar karne se Ghar ki Talash Hai Mayane Badal Rahe hai Main Aisi Hi Hoon Meri Kahani Tum Nahi Kehte Par Main Samajhti Hu Ja Rahi Hu Sawal Kai The Mere Kyo Hai Ye...

Ae Waqt - Neha Sahu

Image
Ae Waqt   Neha Sahu www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Ae waqt tun ekujhe kai tukdo me toda hai, Fir bhi har baar hi main unn tukdo ko joda hai. Soch chuki thi, jud chuki hu, Purane Kal se savar chuki hu. Fir tune aawaz lagai, Mujhe meri aukaat dikhai. Sambhali nahi hai tu abhi, Ye sab zindagi ka ek dhokha hai. Sab sach jaan kar bhi kitne tukdo mein khud ko toda hai. Tamanna baki hai jeene ki dil mein, Shiddat se jeena chahti hu. Roko mat koi mujhe, Main bhut kuch kehna chahti hu. Written by Neha Sahu https://www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi/ Our Other Blogs www.TravelTechFUN.BlogSpot.com  ( Youtube ) ( Faceb...

Agar Wo Samjhe To - Neha Sahu

Image
Agar Wo Samjhe To Neha Sahu www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January Edition  |  February Edition   |  March Edition  | April Edition  |  May Edition  |  June Edition >> Check the Poem Collection Here << Payar ek khoobsurat ehsaas hai, Sardi me dhoop ki fariyaad hai. Aankho mein banta wo pani hai Jeene ki payari si nishani hai, Arag wo samjhe to. Agar wo samjhe Jise dil mein bataya hai, Duniya ki bheed mein jise palko me chupaya hai. Barish ki boondo ka jo geela ehsaas hai, Wo maane na maane par mere liye bhut khaas hai. Mushkil nahi hai use samjhana, na hi itna asaan hai, Par ab wo mera aur meri rooh ka armaan hai, Agar wo samjhe to. Agar wo samjhe to, sab kuch samjha bhi du usko, Jaan bujh kar ruswa karta hai, iss pagal se dil ko. Aasaan nahi hai tumko kuch ehsaas karna, Kadi dh...