Sawal Kai The Mere - by Neha Sahu


Sawal Kai the Mere

Neha Sahu
BaatienKuchAnkahiSi



www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi
Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords
Like us on Facebook : (Baatien_Kuch_Ankahi_Si)
January | February March | April | May

Yu berukhi se pesh aana, Kya ek aur saugaat samajh lu tumhari,
Ya koi mil gaya hai, Ya kisi ki talaash hai.

Mann bhar chuka hai mujhse, ya koi aur khas hai.
Sawaal to kai the mere, par na koi jawab the.

Janab, kya yahi the mizaz apke, Ya mehaz ek badlaav hai,
Kya samjhu, kya samjhu, aur kyo samjhu, Ye jo bhi behisaab hai.


Sawal to kai the mere.

Kahaniya mat sunana ab,
Suno, kahaniya to tum ab sunana hi mat.
Jaan chuki hu ab, jo berukhi ke raaz the.

Bhut ho chuka wafaon ka natak ab,
Kar hi lu pure, jo mere kuch hisab the,



Sawal to kai the mere, Sawal to kai the mere,
Par ab tumse kya sawal karna.

Ek waqt tha jab aarzoo the tum humari,
Kasam khuda ki aaj uss waqt se nafrat si hai.



Written by
Neha Sahu

Baatien Kuch Ankahi Si



Our Other Blogs

I am In Books : www.iaminbooks.blogspot.com



www.facebook.com/BaatienKuchAnkahiSi


Like us on Facebook : (Baatien_Kuch_Ankahi_Si)
January | February | March | April | May

Comments

Popular posts from this blog

Main Theek Hu - Neha Sahu

Main Aisi Hi Hoon - Neha Sahu

Koi Hai Jo Sirf Mera Hai - by Neha Sahu