Sawal Kai The Mere - by Neha Sahu
Sawal Kai the Mere Neha Sahu BaatienKuchAnkahiSi Baatien Kuch Ankahi Si | UnspokenWords Like us on Facebook : ( Baatien_Kuch_Ankahi_Si ) January | February | March | April | May Poem Collection Yu berukhi se pesh aana, Kya ek aur saugaat samajh lu tumhari, Ya koi mil gaya hai, Ya kisi ki talaash hai. Mann bhar chuka hai mujhse, ya koi aur khas hai. Sawaal to kai the mere, par na koi jawab the. Janab, kya yahi the mizaz apke, Ya mehaz ek badlaav hai, Kya samjhu, kya samjhu, aur kyo samjhu, Ye jo bhi behisaab hai. Sawal to kai the mere. Kahaniya mat sunana ab, Suno, kahaniya to tum ab sunana hi mat. Jaan chuki hu ab, jo berukhi ke raaz the. Bhut ho chuka wafaon ka natak ab, Kar hi lu pure, jo mere kuch hisab the, Sawal to kai the mere, Sawal to kai the mere, Par ab tumse kya sawal karna. Ek waqt tha jab aarzoo the tum humari, Kasam khuda ki aaj uss waqt se nafrat si hai. Written by Neha Sahu Baatien Kuch Anka...